Sunday, April 3, 2011

Nau Ghante...

Nau Ghante, Yeh Nau Ghante tumhare zindagi ke sabse ahem nau ghante hain
Aaj main nahi bataoonga ki mujhe tumse kya chahiye..
aaj tum, apne aap se poochoge ki tumhe kya chahiye.
Aaj main nahi boloonga, kabhi nahi, ki tumhe cricket kaise khelna chahiye..
aaj cricket khelna, tum poore desh ko sikhaoge...
Kyunki yeh nau ghante, tumhare zindagi ki sabse ahem nau ghante hain...
chahe tum haaro ya jeeto, lekin yeh nau ghante tumse koi nahi cheen sakta...
tumhare marte dum tak, yeh nau ghante tumhare saat rahenge..
jao aur khelo, aur aisa khelo ki khuda bhi tumse yeh pal cheen nahi sakta...

2 comments:

  1. wonderfull, cant believe you can write like this ,in hindi too, proud of you beta, love you

    ReplyDelete
  2. naah ma, its a adaptation of a dialogue from Chak De! India

    ReplyDelete